Kehte hain mehmaan Allah ki rehmat hote hain lekin kuch mehmaan rehmat nahi zehmat ban kar atay hain. Specially tab jab shaaadeeed garmi ho or roza bhe or apka bilkul mood nahi hota unke saath beth kar fazool baatein karne ka ya unke liye iftari banane ka or unko entertain karne ka.
Here are some thoughts we all have when we hear guests are coming over (specially Ramzan or Eid per)
Matlab khana bhe kha kar jayenge? Or Ifari bhe?