Buhat logo ko kehte suna hai k shaadi ek risk hai jo har kisi ko life mein ek baar toh lena parta hai. But sawal yeh hai k pasand ki shaadi successful hoti hai ya apki amma ki pasand? Ya phir shaadi shaadi hoti hai chahe love ho ya arrange?
Pakistan mein agar pasand ki shaadi or amma abba ki pasand ki shaadi ko differentiate kiya jaye toh kuch yun hoga:
-
Pehli Mulakaat
Love marriage: love at first sight
- Arrange marriage: Beta “chai le kar ajao”
- Proposal
Love marriage: Number mil gaya matlab baat ban gayiArrange marriage: Hamein apki larki pasand hai
-
To know each other
Love marriage: Candle light dinner
- Arrange marriage: 2 minute ki baat cheet in khandaani dawat
-
Shaadi k baad : Honeymoon
Love marriage:
Arrange marriage:
-
Pehla Phaddaa
Love marriage: Blame each other like: “Tum buhat badal gaye ho!”
Arrange marriage: A girl to her husband: “Jee, jaisa aap kahein”
-
Career
Love marriage: Yeh toh shaadi se pehle hi decided tha k mein apni job nahi chorungi
Arrange marriage: Husband k ghar ane ka intezaar karna -
The End
Chahe pasand ki shaadi ho ya amma abba ki pasand, in the end it’s all about “Compromising”. Kyunke shaadi koi buri nahi hoti, hum khud use kamyaab or nakamyaab banate hain.