FHM Pakistan
FHM Roman

Load shedding ki akhir asal waja hai kiya?

Barisho ki waja se load shedding zarurat se ziada hone lagi hai. Karachi me ek pani ka katra girta nahi hai or yaha load shedding hojati hai. Sabki shikayton ka pahar khara hojata hai lekin hur kahani kay 2 pehlu hotay hain. K-Electric kay khilaaf kafi complaints file ki jaati hai without even knowing the whole fact.

Load shedding hone kay bohot reasons hotay hain jisme se kuch bohot zaroori reasons ye hain kay humari electricity ki wiring under ground hai jiski waja se jin jin areas me pani khara hojata hai waha majboran K-Electric alo ko connection cut karna lazmi hojata hai kiu kay us pani me agar current pass hojaye toh o ek mout ka quan ban sakhta hai jo hazaron logon ko lapait me le sakhta hai.

K-Electric CEO says load shedding is an outcome of the federal government’s flip-flops on key issues.

Electricity outbreak me responsible kuch had tak authorities bhi hain. Jald se jald roads me proper sewerage system maintain kiye jaye or open poles par hazard signs lagaye jaye or sarey safety measures liye jaye to awaam kardi jaye.

 

Related posts

“Farishtay” – A short documentary movie by ISPR

Isra Shams

Was Qandeel Baloch murdered over child’s custody?

Yumna Tirmizi

Rishtedar kuch poochein na poochein, yeh zaroor poochte hain “BETA, ABHI TAK SHAADI KYUN NAHI HOWI?”

FHM Pakistan