FHM Pakistan
FHM Roman

9 jhoot jo har Pakistani bacha apne AMMA ABBA se sun kar bara howa hai!

Bachpan main sab ammi abbu bolte thay sach bolo ge toh maar nahi pare gi. Lekin jab sab sach bol dete thay toh khoob kutai hoti thi. Or jab khud amma abba per baat ati toh jhoot k pul bandh dete thay. Or hum becharay masoom bachay foran ban jate thay. So clever of Ammi Abbu!

Here is the list of JHOOTS we have compiled to revitalize your memories.

1. Injection lagwate wakt “Beta bilkul bhe pata nahi chalega”

2. Abba: “Sach sach batao kia baat hai? Kuch nahi kahenge”.. *receives 2 thappars*"Kia baat hai? Hamein batao? Kuch nahi kahenge".. *receives 2 thappars*

3. Ammi: “Agar oil nahi lagwayatoh sar main juwen saara khoon pee lengi or dimagh kha jayengi”

4. When you insist parents to buy the toy and they say  “Beta, abhi paisay nahi hain, kal phir ayenge aur khareedenge theek hai?”"Beta, abhi paisay nahi hain, kal phir ayenge aur khareedenge theek hai?"

5. “Agar Homework complete nahi kiya toh jin wale kamre main band kardongi”
"Agar tameez se nahi rahay toh jinn walay kamray me bandh kardungi acha!"

6. “Dekho beta, khel khel k apka toy kharab hogaya hai”.. (the toy never had a battery in it in the first place)
"Dekho beta, khilona kharab hai, nahi chal raha".. (the toy never had a battery in it in the first place)

7. Kid: “Ammi chota bhai kaise aya tha? Ammi: “Battakh munnay ko laati hai, aur hospital me chorh jaati hai”Kid: "Munnay kahan se atay hain? Parents: "Battakh munnay ko laati hai, aur hospital me chorh jaati hai"

8. “Agar raat ko jaldi nahi soye toh buddha baba akar lejayega” "Agar raat ko jaldi nahi soye toh buddha baba ajayega aur le jayega utha k"..

9. “Tumhari teacher ka phone aya tha kal, keh rahe thay k buhat shetani karte ho class main?” – (The teacher never had your parents phone number, so they never called) "Tumhari teacher ka phone aya tha, keh rahe thay k parhayi mein dil nahi lagta tumhara?" - (The teacher never had your parents phone number, so they never called)

Related posts

A large amount of private school students are addicted to drugs – states report

Yumna Tirmizi

Are the rumours of Saba Qamar playing Qandeel Baloch in biopic true?

Yumna Tirmizi

Who did it best? New Year Eve’s celebrations around the world

FHM Pakistan