Mathira Mohammad, known as Mathira is a Pakistani Zimbabwean dancer, model and television hostess. She has hosted several television shows and she was also a...
Truthfulness is the greatest and most important of all human virtues. Truthfulness means to speak the truth habitually. A truthful man will never tell a...
Famous tiktoker aur social media ki mashor shakhsiyatShahtaj Khan ny chonka daine wale inkeshafat meinbtaya k wo gharelo tashaddud ka shikar rahi hain. Social media aur tiktok se shohrat hasil karne waliShahtaj Khan ko Pakistani fans unki videos ki waja sepasand karty hain. Shahtaj Khan BOL Entertainment pe nashar hone waleThe Insta Show mein Mathira ki mehman bani jahanunho ne dil dehla daine wale aap beeti sunayi k wo kistarhan kam umri mein shadi hone ki waja se zulm kashikar rahin. Shahtaj ki shadi 2016 mein hui jab wo sirf 17 saal kithin aur us ke aik saal baad hi wo aik pyare se betay kimaa banin. Lekin is sab mein unho ne bohot kuch sahajo aam insan k liye sehna intehayi mushkil ha. Unho ne btaya ke wo apne sasural aur shohar ke zulmka shikar rahin aur akhir mein tang akar unho ne khudapne liye khare hona para or wo maa baap k ghar wapisagayin. “mujhy meri pregnancy mein mara pita gya aurmajboor kia gya ke mai yeh bacha paida na karun.” Unho ne yeh bhi btaya ke jab jab wo aisi shikayat apnyparents se karti to unko khamosh karwa dya jata aurghar wale unhain kehty k ab sasural mein hi unka gharha aur unhain sab khud bardasht karna hai. “Mainy is tamam waqt mein bohot koshish ki ke sab kokhush karsakun aur aik achi biwi bannay ke liye harkam kia lekin sab baysood rha.” “Akhir kar mujhy khud apny liye himmat karni pari aurmein shadi ke 1.5 saal ke baad wapis apni ammi k pas agayi.” Shahtaj ne yeh bhi btaya ke unke sabqa shohar nehamesha unhain bacha cheen laine ki dhamkiyan bhidin. The Insta Show ap daikh sakty hain BOL Entertainment ke youtube channel per jahan ap tafseelse jan sakenge Shahtaj ki poori kahani unhi ki zubani. Pakistan mein bohot si khawateen gharelo zulm kashikar hoti hain aur unke liye koi awaz uthane walamoujood nahin. Shahtaj bhi unhi sab mein se aik hainjinko unke shohar ya sasural wale zulm o tashaddud kashikar banate hain....
Happiness differs from person to person, different people have different perceptions and conceptions of being happy. Without it, life holds no meaning at all. It is not...
Emotion plays a major role in influencing our behaviour. Life would be dreary without feelings like joy and sorrow, excitement and disappointment, love and fear,...