Yehi sun sun kar baray hogaye kala pul k is paar or us paar alag alag log rehte hain. Jo log clifton main rehte hain woh automatically apne apko koi unchi cheez samajhne lag jate hai. Or rehte chahe 1 kamre k flat main hon. 10 cheezain jo sirf clifton main rehne wala hi samajh sakta hai.
Chahe sea view k saamne rehte hon lekin sea view jaanay main no interest!
Aam logon ki zarurat “ROTI, KAPRA or MAKAN” or clifton walon ki zarurat sirf “PAANI”
You always have the fear “Tsunami aya toh sab se pehle humare ghar hi ayega!
You always wonder what does “Khayaban, chota shahbaz, bara bukhari” actually means?
Shopping karne k liye sunday bazaar hi jaatay hain, chahe ghar k saamne hyperstar hi kiun na ho!
You love the tag of being “BURGER”
You can’t negotiate because of living in Clifton, phir chahe ek kamray k apartment main hi kion na rehte hon, log aise treat karte hain jaise 100 gaz k banglay main rehte hon
You are habitual of that special “NALAY KI BADBOO”
Nothing can make you more happy than New Year per container lagna, kyunke mailay log ass pass
You like spending 300 rs on “Chai Wala” ki chai. Because you’re “BURGER”